Ya Muhammad Muhammad Main Kehta Raha Naat Lyrics
Ya Muhammad Muhammad (PBUH) mein kehta raha noor k motion ki ladi ban gai
Ayatoon sey malata raha aytain phir jo dekha tou naat e Nabi (PBUH) ban gai
Jo b aanso bahey mery Mahboob k sab k sub abr e rehmat k chentey baney
chaa gai raat jab zulf lehra gai jab tabassam kia chandni ban gai
Jab chida tazkara husan e Mehboob (PBUH) ka Wal-Duha keh dia Wal-Qamar parh lia
Ayetoon ki tilawat b hooti rahi naat b ban gai baat b ban gai
Koun hey jo talab gaar e jannat nahin, yeh b mana k jannat hey bagh e haseen
Husan e jannat ko jab b sameeta gaya Mustafa (PBUH) k nagar ki gali ban gai
Sab sey saim zamaney mein ranjoor tha sub sey bay kas tha bay buss majboor tha
Meri haalat peh Unn (PBUH) ko reham aa gaya, meri azmat meri bay basi ban gai

Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,061 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,925 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,917 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,546 views