Noori Noori Hai Jamal Wahi Aamina Ke Laal Wahi Deen Ke Sarwar Nabi Nabi Lyrics

Noori Noori Hai Jamal Wahi Aamina Ke Laal Wahi Deen Ke Sarwar Nabi Nabi Lyrics

 

 

नूरी नूरी है जमाल वही आमिना के लाल वही दीन के सरवर नबी नबी / Noori Noori Hai Jamal Wahi Aamina Ke Laal Wahi Deen Ke Sarwar Nabi Nabi

 

नूरी नूरी है जमाल, वही आमिना के लाल
वही दीन के सरवर नबी नबी
वो नबी हैं बा-कमाल, जिस पे क़ुर्बां है बिलाल
वही दीन के रहबर नबी नबी

जब माह-ए-रबी’उन्नूर मिला
हर दिल में ख़ुशी का फूल खिला
तब ले के जो लुत्फ़-ए-शाह-ए-उमम
हम सुन्नियों का ये जुलूस चला
जब चाँद दिख जाए, परचम लहराए
हर गली-गली, घर-घर नबी नबी

वही दीन के सरवर नबी नबी
वही दीन के रहबर नबी नबी

ए’जाज़ तेरी हर एक अदा
है तेरी रज़ा में रब की रज़ा
पलटाया इशारों में सूरज
और चाँद को भी दो टुकड़े किया
पास आता है शजर, चूमे पाँवो को डगर
पढ़े कलमा ये कंकर नबी नबी

वही दीन के सरवर नबी नबी
वही दीन के रहबर नबी नबी

 

noori noori hai jamaal, wahi aamina ka laal
wahi deen ka sarwar nabi nabi
wo nabi hai.n baa-kamaal, jis pe qurbaa.n hai bilaal
wahi deen ke rehbar nabi nabi

jab maah-e-rabi’unnoor mila
har dil me.n KHushi ka phool khila
tab le ke jo lutf-e-shaah-e-umam
ham sunniyo.n ka jo juloos chala
jab chaand dikh jaae, parcham lehraae
har gali-gali, ghar-ghar nabi nabi

wahi deen ka sarwar nabi nabi
wahi deen ke rehbar nabi nabi

e’jaaz teri har ek ada
hai teri raza me.n rab ki raza
palTaaya ishaaro.n me.n sooraj
aur chaand ko bhi do Tuk.De kiya
paas aata hai shajar, choome paanwo.n ko Dagar
pa.Dhe kalma ye kankar nabi nabi

wahi deen ka sarwar nabi nabi
wahi deen ke rehbar nabi nabi

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...134 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...81 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...68 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...54 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...50 views

Leave a Comment