Meri Kismat Jagane Ko, Nabi Ka Naam Kaafi Hain Naat Lyrics

Meri Kismat Jagane Ko, Nabi Ka Naam Kaafi Hain Naat Lyrics

 

Meri Kismat Jagane Ko, Nabi Ka Naam Kaafi Hain,
Hazaaron mittaa nay ko, Nabi Ka Naam Kaafi Hain.

Ghamo ki doop ho ya phir hawaa-ain tayz chaltee ho,
Mayray iss aashiyaan nay ko, Nabi Ka Naam Kaafi Hain,
Hazaaron gham mittaa nay ko, Nabi Ka Naam Kaafi Hain.

Khushi ho ya koee gham ho, nabi ka naam layta ho,
Kay har ik gham bulaanay ko, Nabi Ka Naam Kaafi Hain,
Hazaaron gham mittaa nay ko, Nabi Ka Naam Kaafi Hain.

Nabi ka naam layta hoon, sukoon-e-qalb miltaa Hain
Nabi kay iss deewaanay ko, Nabi Ka Naam Kaafi Hain
Hazaaron gham mittaa nay ko, Nabi Ka Naam Kaafi Hain.

Jo poocha kamli waalay nay, kahaa siddeeq akbar nay,
Mayray saaray garaanay ko, Nabi Ka Naam Kaafi Hain,
Hazaaron gham mittaa nay ko, Nabi Ka Naam Kaafi Hain.

Soolagti aag par habshi, kay honton say sadaa aa ee,
Mayree bigree banaanay ko, Nabi Ka Naam Kaafi Hain,
Hazaaron gham mittaa nay ko, Nabi Ka Naam Kaafi Hain.

Yayhee kehta hay shahid be, yayhee sab log kehtay hay,
Kay iss saaray zamaanay ko, Nabi Ka Naam Kaafi Hain,
Hazaaron gham mittaa nay ko, Nabi Ka Naam Kaafi Hain.

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,977 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,906 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,896 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,499 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,986 views

Leave a Comment