Mere Makhdoom Simnani Naat Lyrics
Karo Mujh Par Meharbani Mere Makhdoom Simnani
Tumhari Hai Jaha’n Bani Mere Makhdoom Simnani
Talash e Haqq Ta’ala Me Hukumath Tarq Farma Kar Hue
Mehboob e Yazdani Mere Makhdoom Simnani
Hazaro’n Gum Ke Maaro’n Ko Mili Rahath Tere Dar see
Tera Darbar Lasani Mere Makhdoom Simnani
Tawajjhuh Ki Nazar Padh Jaye Teri Gar Mere Aaqa Kare
Billi Bhi Mehmani Mere Makhdoom Simnani
Mareezo’n Gum ke Maaro’n Ki Musibat Door Karta Hai
Tera Mushkil Kusha, Pani Mere Makhdoom Simnani
Shahe Khwaja Ke Sadqe Me Khudara Kar Bhi Dije Hal
Munawwar Ki Pareshani Mere Makhdoom Simnani
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,977 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,906 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,896 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,499 views