Li Llah Ab Kar Do Karam Lyrics

Lillah Ab Kardo Karam

Lillah Ab Kardo Karam

Sadqa Hasnayn Ka Do,

Warna Mar Jaeinge Ham

Lillah Ab Kardo Karam

Lillah Ab Kardo Karam

Aey Sarwar E Deen Aap Sa Koi Haseen

Aey Sarwar E Deen Aap Sa Koi Nahin

Dono Aalam Mein Nahi,

Husn E Yusuf Ki Qasam

Lillah Ab Kardo Karam

Lillah Ab Kardo Karam

Chah Gaey Ab Abre Karam

Ho Geya Khatam E Sitam

Mitt Gaey Ranj O Alam

Aa Gaey Shah E Umam

Lillah Ab Kardo Karam

Lillah Ab Kardo Karam

Chand Mein Jo Hai Chamak

Phool Mein Jo Hai Mahak

Aur Yeh Rang E Dhanak

Sab Hai Muhtaj E Karam

Lillah Ab Kardo Karam

Lillah Ab Kardo Karam

Aaey Din Phir Se Bhale

Qaafile Taiba Chale

Sab Gaey, Reh Gaey Ham

Jaane Kab Hoga Karam

Lillah Ab Kardo Karam

Lillah Ab Kardo Karam

Chor Kar Aap Ka Dar

Jaein Sarkar Kidar

Sadqa Hasnayn Ka Do,

Warna Mar Jaeinge Ham

Lillah Ab Kardo Karam

Lillah Ab Kardo Karam

Aya Sidrah Ka Maqam,

Bola Aqa Se Ghulam

Aage Bhar Sakta Nahi

Tere Qadmon Ki Qasam

Lillah Ab Kardo Karam

Lillah Ab Kardo Karam

Jo Hai Nabiyon Ka Nabi

Hashmi Mutalabi

Ik To Rakhega Wohi,

Mujh Kamine Ka Bharam

Lillah Ab Kardo Karam

Lillah Ab Kardo Karam

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,656 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,845 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,794 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,273 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,912 views

Leave a Comment