Yahi Hai Jannat Ki Rail Lyrics

Yahi h Jannat ki wo rail
Ki jiska naam h sunni mail
Madina door nhi h
Ye mere Raza ka engine h
Or ishqe Nabi ka bandhan h
H dibbe Raza k Ashiq k
Or jalte Sare dushman h
Raza ki Rail chali us paar
Zehan me Aaka ka Darbaar
Madina door nhi h
Ajmer shareef station h
Bagbaad shareef ek junction h
Sb ishqe Nabi me jhoom rhe
Rehmat ka Aaya sawan h
H engine Karbal ki Raftaar
Musalma ho jao taiyaar
Madina door nhi h
Ab paar samandar jana h
Dil shehre Nabi ka diwana h
Us dar pr pohuchna h AAMIR
Rehmat ka jaha pe khazana h
Jaha pr hoti h din raat
Hmesha rehmat ki barsaat
Madina door nhi h

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...10,656 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,845 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,794 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,274 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,912 views

Leave a Comment