Jo sunniyat ki jaan he jo kom ka imam hai Raza usi ka naam hai lyrics
Jo sunniyat ki jaan he jo kom ka imam hai
Nabi ka jo ghulam he Raza usi ka nam he
Naki ka pyara ladla jo ilm ka pahad hai
Jo najdiyo ke waste to sher ki dahad he
Wahabi jinse dr gye bahut se hi sudhar gaye
Jo ishq ka imam hai Raza usi ka nam he
Ab aap faize Mustafa raza ka dariya dekhiye
Raza ke pyare Azhari miya ka jalwa dekhiye
Haram me rutba pa gye zamane me jo cha gaye
Ye jiska faiz aam he Raza usi ka naam he
Raza ke bad Mustafa Raza hume ata hue
Jinhone har Mureed ko milaya Gaus e Paak se
Ab ese peer hai kaha siwa e Azhari miya
Diya hume inaam hai Raza usi ka naam he
Mured krke peer ne kaha mujhe khushi mili
Mujhe bhi ek fikr thi jo aaj dur ho gyi
Jo mujhse puchega khuda tu duniya se hai laya kya
Khunga ik imam he Raza usi ka naam he
Jo batilo ki umr bhar kamar ko todta raha
Rago me jiski Mustafa ka ishq dodta rha
Wahabiyo ka radd kia fatawa Razwiya diya
Wo ishq ka imam hai Raza usi ka naam he
Ye shah ji miya ne kaha Raza tumhe salaam ho
Har ek mamle me shariyat ke tum imam ho
Usike dadapeer ne kaha miya basheer ne
Humara jo imam hai Raza usi ka naam hai….
Naseeb wale dekhte hai khwab me Huzur ko
Magar kisine jagte me dekha unke noor ko
Hai esa kaun dosto batata hu suno suno
Jo esa ek ghulam hai Raza usi ka…
Sadakate bakar bhi thi adalate Umar bhi thi
Skhawate ghani bhi thi wilayate Ali bhi thi
Thi chaar yar ki ada us ek shakhs me jama
Wo hajat e tamam hai Raza usi ka naam hai…
Raza se jalne walo ke diye faheem bujh gaye
Kyu maslake Raza se or salaam se ulajh gaye
Ye esa ek salaam he zamane me jo aam hai
Ki jiska ye salaam he Raza usi ka naam hai….
عَنْ أَبِي سَعِیْدٍ الْخُدْرِيِّ رضی الله عنه عَنْ النَّبِيِّ صلی الله علیه وآله وسلم قَالَ: مَنْ شَرِبَ الْمَاءَ عَلَی الرِیْقِ اِنْتَقَصَتْ قُوَّتُهُ.
حضرت ابو سعید خدری رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ حضور نبی کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا: جس نے نہار منہ پانی پیا اس کی طاقت کم ہو گئی۔
طبراني، المعجم الأوسط، 5: 52، رقم: 4646، القاہرة: دار الحرمین
हज़रत अबु सईद खुदरी रदिअल्लाहु अंहु से रिवायत है कि
रसूलुल्लाह सल्लल्लाहु अलैह वसल्लम ने फ़रमाया,
जिसने नहार मूह पानी पिया उसकी ताक़त कम हो गयी.
📚 तबरानी 4646
(नहार मूह = सुबह खाली पेट )