Chasme Karam Ki Baat Hai Khwaja Lyrics
Chashme karam ki baat hai Khwaja
Kya meri aukaat hai Khwaja
Jiski badaulat sab pal te hai
Woh teri khairaat hai Khwaja
Sab ko mile ek jaam karam ka
Saavan ki barsaat hai Khwaja
Tum hi meri laaj rakhoge
Ishq nedamat shad hai Khwaja
Mere aasu unka daman
Yeh nisbat ki baat hai Khwaja
Khali jholi bhar jayegi
Ek nazar ki baat hai Khwaja
Jiss ko buzurgo se nisbat hai
Woh rahbar ki zaat hai Khwaja
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,919 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...4,070 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...3,070 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,932 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,929 views