Har Waqt Tasawwur Mein Naat Lyrics | हर वक़्त तसव्वुर में | Barkate Raza

हर वक़्त तसव्वुर में मदीने की गली हो | ऐ काश तसव्वुर में मदीने की गली हो / Har Waqt Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho | Aye Kash Tasawwur Mein Madine Ki Gali Ho
हर वक़्त तसव्वुर में मदीने की गली हो
और याद मुहम्मद की मेरे दिल में बसी हो

ऐ काश ! तसव्वुर में मदीने की गली हो
और याद-ए-मुहम्मद भी मेरे दिल में बसी हो

दो सोज़-ए-बिलाल, आक़ा ! मिले दर्द रज़ा सा
सरकार ! ‘अता ‘इश्क़-ए-उवैस-ए-क़रनी हो

ऐ काश ! मैं बन जाऊँ मदीने के मुसाफ़िर
फिर रोती हुई तयबा को बारात चली हो

ऐ काश ! मदीने में मुझे मौत यूँ आए
चौखट पे तेरी सर हो, मेरी रूह चली हो

जब ले के चलो गोर-ए-ग़रीबाँ को जनाज़ा
कुछ ख़ाक मदीने की मेरे मुँह पे सजी हो

जिस वक़्त नकीरैन मेरी क़ब्र में आएँ
उस वक़्त मेरे लब पे सजी ना’त-ए-नबी हो

आक़ा का गदा हूँ, ऐ जहन्नम ! तू भी सुन ले
वो कैसे जले जो कि ग़ुलाम-ए-मदनी हो

आक़ा की शफ़ा’अत से तो जन्नत ही मिलेगी
ऐ काश ! कि क़दमों में जगह उन के मिली हो

अल्लाह की रहमत से तो जन्नत ही मिलेगी
ऐ काश ! महल्ले में जगह उन के मिली हो

अल्लाह करम ऐसा करे तुझ पे जहाँ में
ऐ दा’वत-ए-इस्लामी ! तेरी धूम मची हो

‘अत्तार हमारा है, सर-ए-हश्र इसे, काश !
दस्त-ए-शह-ए-बतहा से यही चिठ्ठी मिली हो


शायर:
मुहम्मद इल्यास अत्तार क़ादरी

ना’त-ख़्वाँ:
मुहम्मद ओवैस रज़ा क़ादरी

 


har waqt tasawwur me.n madine ki gali ho
aur yaad muhammad ki mere dil me.n basi ho

ai kaash ! tasawwur me.n madine ki gali ho
aur yaad-e-muhammad bhi mere dil me.n basi ho

do soz-e-bilaal, aaqa ! mile dard raza sa
sarkaar ! ‘ata ‘ishq-e-uwais-e-qarani ho

ai kaash ! mai.n ban jaau.n madine ka musaafir
phir roti hui tayba ko baaraat chali ho

ai kaash ! madine me.n mujhe maut yu.n aae
chaukhaT pe teri sar ho, meri rooh chali ho

jab le ke chalo gor-e-gareebaa.n ko janaaza
kuchh KHaak madine ki mere moonh pe saji ho

jis waqt nakeerain meri qabr me.n aae.n
us waqt mere lab pe saji naa’t-e-nabi ho

aaqa ka gada hu.n, ai jahannam ! tu bhi sun le
wo kaise jale jo ki ghulaam-e-madani ho

aaqa ki shafaa’at se to jannat hi milegi
ai kaash ! ki qadmo.n me.n jagah un ke mili ho

allah ki rahmat se to jannat hi milegi
ai kaash ! mahalle me.n jagah un ke mili ho

allah karam aisa kare tujh pe jahaa.n me.n
ai dawat-e-islami teri dhoom machi ho

‘Attar hamaara hai, sar-e-hashr ise, kaash !
dast-e-shah-e-bat.ha se yahi chiThThi mili ho


Poet:
Muhammad Ilyas Attar Qadri

Naat-Khwaan:
Muhammad Owais Raza Qadri

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...1,672 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...878 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...570 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...512 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...454 views

Leave a Comment