Dhadkane Dil Ki Ruk Jayengi Toot Kar Ye Bikhar Jayega

Dhadkane Dil Ki Ruk Jayengi Toot Kar Ye Bikhar Jayega
धड़कने दिल की रुक जाएँगी, टूट कर ये बिखर जाएगा
अपना जल्वा दिखा दीजिए, वर्ना दीवाना मर जाएगा

ले के माँ की दु’आ, दोस्तो ! रख दिया है क़दम राह पर
लाख तूफ़ान आए तो क्या, अपना दा’वा है टल जाएगा

हुक्म होगा गुनहगार को, चलने दोज़ख़ में तय्यार हो
फिर इशारा करेंगे नबी, तो सारा नक़्शा बदल जाएगा

शान-ए-आक़ा में गुस्ताख़ियाँ कर रहे हो तो ये भी सुनो
वो जो कह दें ये मेरा नहीं, नज्दिया ! फिर किधर जाएगा

मैं हूँ दीवाना-ए-मुस्तफ़ा, मुझ को तू यूँ न आँखें दिखा
वर्ना कुत्ता मेरे ग़ौस का तुझ को ज़िंदा निगल जाएगा

ना’त-ख़्वाँ:
उस्मान रज़ा मंज़री

 

dha.Dkane dil ki ruk jaaengi, TooT kar ye bikhar jaaega
apna jalwa dikha dijiye, warna deewana mar jaaega

le ke maa.n ki du’aa, dosto ! rakh diya hai qadam raah par
laakh toofaan aae to kya, apna daa’wa hai Tal jaaega

hukm hoga gunahgaar ko, chalne dozaKH me.n tayyaar ho
phir ishaara karenge nabi, to saara naqsha badal jaaega

shaan-e-aaqa me.n gustaaKHiyaa.n kar rahe ho to ye bhi suno
wo jo keh de.n ye mera nahi.n, najdiya ! phir kidhar jaaoge

mai.n hu.n deewana-e-mustafa, mujh ko tu yu.n na aankhe.n dikha
warna kutta mere Gaus ka tujh ko zinda nigal jaaega

Naat-Khwaan:
Usman Raza Manzari

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...293 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...162 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...143 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...139 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...130 views

Leave a Comment