aaqa ke ghulamo ko ab eid manane do lyrics in hindi

Aaqa Ke Ghulamo Ko Ab Eid Manane Do

Sarkaar Ki Aamad Hai Raaho Ko Sajane Do

Charcha Hai Yahi Har-su Kehte Hai Ye Har Koi

Tashreef Nabi Laye Mehfil Ko Sajane Do

Ghar Ghar Ye Charaga Hai Rehmat Ka Ujala Hai

Aaqa Ki Sana Karke Taqdeer Jagane Do

Khushiya Hai Sabhi Karte Sarkaar Ki Aamad Par

Ik Naat E Nabi Yaaro Mujhko Bhi Sunane Do

Payda Jo Huwey Sarwar Buth Khaaney Ke Buth Toote

Anwaar-e-ilahi Se Qismat Ko Jagaaney Do

Gowdi Main Aminah Key Woh Noor-e-mujasam Hai

Kehti Hain Halimah Bhi Qurbaan Ho Jaane Do

Hai Noor E Muhammad Ki Sab Roushni Duniya Me

Sab Kuch Hai Basheer Unka Sadqa To Lutane Do

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,406 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...821 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...528 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...525 views

Leave a Comment