Maa Jaisi Jahan Me Koi Aurat Na Milegi Lyrics
Maa Jaisi Jahan Me Koi Aurat Na Milegi Lyrics
Maa jaisi Jahan me koi Aurat na milegi Lyrics
Maa jaisi Jahan mein Koi aurat Na milegi
Mamta se bhari pyar ki moorat Na milegi.
Maa jis se Ho razi to nabi usse Hain raazi
Maa jis se khafa Ho use jannat Na milegi.
Jo Maa ko sataega jahannum mein jalega
Tauba use karne ki bhi mauhlat Na milegi.
Maa baap ko taklif jo dete Hain wo sun Le
Sarkar ki maheshar mein shafat Na milegi.
Maa baap Ka ehsan ko ae yaar Bhulakar
Jaaoge Jahan chain ki Surat Na milegi.
Har chiz to baazar mein mil jayegi lekin
Maa baap se behtar kahin naimat Na milegi.
Hathon ko utha Kar Jo Dua maa kabhi kar de
Duniya Ho ya uqba kahin zillat Na milegi.
- TUM BHI KARKE UNKA CHARCHA APNE DIL CHAMKAO NAAT LYRICS
- TUMKO MAI KYA BATAUN TAIBA NAGAR ME KYA HAI NAAT LYRICS
- SADA ISLAM CHAMKA HAI SADA ISLAM CHAMKEGA NAAT LYRICS
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,143 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,950 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,928 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,586 views