SADA ISLAM CHAMKA HAI SADA ISLAM CHAMKEGA NAAT LYRICS
Sada islam chamka hai sada islam chamkega
Muhammad mustafa sally ala ka naam chamkega
Baroje hashar jab mazma lagega hauje kausar per
Shahedin ki tajalli se hamara jaam chamkega
Na ghabrao musalmano bharosa r akho aqa par
Ki zalim mitne wala hai humara naam chamkega
Agar ismain muhammad mustafa ka noor aa jaye
Sitaron ki tarah mera dile nakam chamkega
Ye kufron shirk ki kali ghatayen kya bigadengi
Ki sooraj ki tarah Qura’an ka paygaam chamkega
Na dooba hai na doobega sitara unke shohrat ka
B-fazle rab mere ahmad raza naam chamkega
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...3,274 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...967 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...948 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...669 views