TUMKO MAI KYA BATAUN TAIBA NAGAR ME KYA HAI NAAT LYRICS

TUMKO MAI KYA BATAUN TAIBA NAGAR ME KYA HAI NAAT LYRICS

 

Tumko Mai Kya Bataun Taiba Nagar Me Kya Hai,
Bakhshish Karam Ata Hai Har Dard Ki Dawa Hai

Mangta Ka Hath Uthne Se Pehle Hi Diya Hai,
Jo Manga Main Unse Us Se Siwa Mila Hai

Manzara Qabri Us Par Wajib Teri Shafat,
Muzda Ye Mustafa Ne Kya Khoob Hi Diya Hai

Taiba Ki Har Gali Me Khushbu Basi Hai Unki,
Har Ek Gul Yahan Ka Dulha Bana Hua Hai

Hai Badal Umad Ke Aye Jalthal Hua Madina,
Rehmat Ka Ek Ishara Aaqa Ne Jab Kiya Hai

Hai Qiblatain Me Wo Ulfat Ka Raaz Wallah,
Qibla Wahi Hai Jisme Mehboob Ki Raza Hai

Qadmain me Jo Baitha Hai Khudhi Se Pucha,
jannat Ye Gar Nahi Hai Batlao Aur Kya Hai

Hai Umre Ki Saadat Jo Musallie Quba Ko,
Aasan Aisa Umra Makke Me Kab Kiya Hai

Sarkar Phir Bulana Jaisa Bhi Hun Nibhana,
Ye Aaj Waqte Ruqsat Rizwan Ki Dua Hai

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,142 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,950 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,927 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,586 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,034 views

Leave a Comment