Ya Nabi Ya Mustafa Lyrics

Ya Nabi Ya Mustafa Naat Lyrics

 

Ya Nabi Ya Mustafa Lyrics – Hafiz Ahmed Raza Qadri

 

Ya nabi, ya nabi, ya nabi

Ya nabi, ya nabi, ya nabi

Ya nabi nabi nabi nabi

Ya Nabi Ya Mustafa Naat
Ya Nabi Ya Mustafa Naat Lyrics

Ab koi kya hamen girayega

Har sahara gale lagayega

Hamne khud ko gira diya hai waha

Girne wale jahan sambhalte hain

 

Girne walon ko sambhale ya nabi ya Mustafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

 

Jo mila jitna mila sab aapki khairat hai

Ham gunahgaron ko paalen ya nabi ya Mustafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

 

Girne walon ko sambhale ya nabi ya Mustafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

 

Mujhe tera sahara hai

Mujhe tera sahara hai

 

Unki choukhat par milenge shah bhi la-chaar bhi

Jab jise chahen bula len ya nabi ya mustaafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

 

Girne walon ko sambhale ya nabi ya Mustafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

 

Haider e karrar ki aankhon me aansu dekh kar

Doobta suraj nikaalen ya nabi ya Mustafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

 

Girne walon ko sambhale ya nabi ya Mustafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

 

Aapke dar se karun Baghdad ki janib safar

Dil ki ye hasrat nikaalen ya nabi ya Mustafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

 

Girne walon ko sambhale ya nabi ya Mustafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

 

Dil nahin lagta hai mera muztarib rahti hai rooh

Mujhko taiba me bula len ya nabi ya Mustafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

 

Girne walon ko sambhale ya nabi ya Mustafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

 

Para para ho gayi ummat payambar aapki

Khasta haali se bacha len ya nabi ya Mustafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

 

Girne walon ko sambhale ya nabi ya Mustafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

 

Aaqa aaqa aaqa aaqa

Aaqa aaqa aaqa aaqa

 

Khushrawa dastaar apni taj apne tajbar

Aapke qadmon me daalen ya nabi ya Mustafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

 

Girne walon ko sambhale ya nabi ya Mustafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

 

Hai tamanna gumbad e khazra ke saaye me salam

Ahmad o kaatib suna len ya nabi ya Mustafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

 

Girne walon ko sambhale ya nabi ya Mustafa

Kankaron me jaan dalen ya nabi ya Mustafa

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,114 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...911 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...769 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...520 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...476 views

Leave a Comment