Ya Nabi Khairul Anaam Ligiye Mera Salam Lyrics
Ya Nabi Khairul Anaam Ligiye Mera Salaam
Dar Pe Aaya Hai Ghulaam Ligiye Mera Salaam
Banda E Haq Hai Wahi Jo Aap Ka Hai Ya Nabi
Kehta Hai Rabbul Anaam Ligiye Mera Salaam
Dil Me Ulfat Aap Ki Aankhon Me Surat Aap Ki
Aap Ka Hoton Pe Naam Ligiye Mera Salaam
Kya Mubarak Baat Hai Ye Naam E Haq Ke Saath Hai
Arsh Par Aap Hi Ka Naam Ligiye Mera Salaam
Gulshan E Abaad Me Yani Tumhari Yaad Me
Umr Hojaye Tamaam Ligiye Mera Salaam
Dard Mando(n) Ki Dawaa Paighambaron Ki Ho Dua
Saare Nabiyon Ke Imaam Ligiye Mera Salaam
Dil Hamare Hai Malool Ya Nabi Kijiye Khubool
Muttaqui Ka Ye Salaam Ligiye Mera Salaam
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,155 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,592 views