Nigah E Lutf Ke Ummidwar Ham Bhi Hein Lyrics

Nigah E Lutf Ke Ummidwar Ham Bhi Hein Lyrics

 

Nigah-e-Lutf ke Ummidwar ham bhi hein Lyrics

Nigah-e-Lutf ke Ummidwar ham bhi hein
Diye hue Dil-e-Be karar ham bhi hein

Hamare daste Tamanna ki laaj bhi rakhna
Tere Faqeeron mein Aye Shehre Yaar ham bhi hein

Tumhari ek Nigah-e-Karam mein sab kuchh hai
Pade hue to sare rah-guzar ham bhi hein

Jo sar pe rakhne ko mil jaaye Naal-e-Paake Huzur
To Fir kahenge ke haa’n Taaj-daar ham bhi hein

Ye kis Shahensha-e-Bala ka Sadqa bant’ta hai
Khusrawon mein padi hai pukar ham bhi hein

Hasan hai jinki Sakhawat ki dhoom aalam mein
Unhin ke Tum bhi ho ek reza-khar ham bhi hein

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,150 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,587 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,037 views

Leave a Comment