Tumhare Dar Pe Jo Me Baariyaab Ho Jaa Un Lyrics
TUMHARE DAR PE JO MAIN BAARYAAB HO JAUN NAAT LYRICS
Tumhare dar pe jo main baaryaab ho jaun…
Qasam khuda ki shaha kaamyaab ho jaun!!!
Jo paun boosa e paaye huzor kya kehna…
Main zarra shams o qamar ka jawaab ho jaun!!!
Meri haqeeqat e fani bhi kuch haqeeqat hai…
Marun jo aaj khayaal o khawaab ho jaun!!!
Jahan k qos e quzah se fareeb khayein kyun…
Main apne qalb o nazar ka hijaab ho jaun!!!
Jahan ki bigdi usi aastaan se banti hai…
Main kyun na waqf e dar eaan janaab ho jaun!!!
Tumhara naam liya hai talatum e gam mein…
Main ab to paar risalat ma aab ho jaun!!!
Ye meri duri badal jaye qurb se AKHTAR…
Agar wo chahein to main baaryaab ho jaun!!!
- NABI KA SANI NAHI HAI DHOONDHATE REH JAOGE NAAT LYRICS
- QADRI IZZ O RIFAT KI KYA BAAT HAI NAAT LYRICS
- AASIYO KO DAR TUMHARA MIL GAYA NAAT LYRICS
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...525 views