Ronaq E Zindagi Aap Hain Aap Hain Lyrics

Ronaq E Zindagi Aap Hain Aap Hain Lyrics

 

 

Naat Khawan:
Muhammad Azam Qadri (محمد اعظم قادری)
Qari Shahid Mehmood (قاری شاہد محمود)
Sayed Altaf Shah Kazmi (سيد الطاف شاه کاظمی)
Raunak e Zindagi aap hai aap hai
Meri sari khusi aap hai aap hai

Kon hoga imam e saaf e ambiyan
Bole sare nabi aap hai aap hai

Aas meri saar e hashr aur khabar me
Pehli aur aakhri aap hai aap hai..

Meri daman me zehra ki khairat hai
Kyu ho mujhko kami aap hai aap hai..

Shah e khybar shikaan shamil e panjatan
Ya ali ya ali aap hai aap haii.

Khawaja e khwajgan fateh e qadiyan
Peer mehre Ali aap hai Aap hai

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,056 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,920 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,913 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,540 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,001 views

Leave a Comment