TUM PAR MAIN LAKH JAAN SE FIDA YA RASOOL NAAT LYRICS

TUM PAR MAIN LAKH JAAN SE FIDA YA RASOOL NAAT LYRICS

 

Tum Par Main Lakh Jaan Se Fida Ya Rasool
Ber Aayen Mere Dil Ke Bhi Armaan Ya Rasool

Sadqa Darood-E-Pak Ka Niklon Jo Qabr Se
Jaari Meri Zuban Se Ho Quran Ya Rasool

Dunya Se Aur Kuch Nahi Matloob Hai Mujhe
Le Jaaon Apne Saath Main Emaan Ya Rasool

Iss Shauq Main Ke Apke Daman Se Ja Mile
Main Chak Kar Raha Hon Gir-E-Ban Ya Rasool

Kafi Hai Yeh Waseela Shafa’at Ke Waste
Aasi Tu Hon Magar Hon Pashemaan Ya Rasool

Mushkil Kusha Hain Ap Aur Main Apki Gulam
Ab Meri Mushkilen Bhi Assan Hon Ya Rasool

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,167 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,592 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,046 views

Leave a Comment