REHMAT KA HAI DARWAZA KHULA MAANG ARE MAANG NAAT LYRICS
Rehmat Ka Hai Darwaza Khula Maang Are Maang
Deta Hai Karam Unka Sada Maang Are Maang
Aa Jaayega Ik Roz Bhi Taibah Se Bulawaa
Har Waqt Madine Ki Dua Maang Are Maang
Bhar Jaayega Kashkol Muraadon Se Tera Bhi
Ban Kar Mere Aaqa Ka Gada Maang Are Maang
Mayoos Na Ho Ye Mere Lajpaal Ka Dar Hai
Hai Kis Liye Khamosh Khada Maang Are Maang
Sarkaar Se Sarkaar Ko Maanguga Niyaazi
Sarkaar Ne Jis Waqt Kaha Maang Are Maang
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,357 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...818 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...528 views