TU NE BATIL KO MITAYA HAI IMAM AHMED RAZA NAAT LYRICS

TU NE BATIL KO MITAYA HAI IMAM AHMED RAZA NAAT LYRICS

 

Tu ne batil ko mitaya hai imam ahmed raza
deen ka danka bajaya hai

dour-e-batil aur zalalat hind me tha jis ghadi
tu mujadded ban ke aaya ae

ahle sunnat ka chaman ujda huva veeran tha
pheer utha tu jab ke aaya ae

tu ne baatil ko mita kar deen ko baqshdi jila
sunnato ko phir jilaya ae

ae imam ahle sunnat naibe shahe umam
kijiye ham par bhi saya ae

hashr tak jari rahega faiz aqa aap ka
faiz ka dariya bahaya ae

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,155 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,592 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,038 views

Leave a Comment