taybah rashke jina khuldazar Naat Lyrics
taybah rashke jina khuldazar
aallahu aallahu aallahu
jis taraf dekhiye hai bahar
aallahu aallahu aallahu
yaha raat din hain fariste utarte
majare nabi par salaam azr karte
marhba rozae taajdar
tayabah rashke jina……………………….
jis taraf dekhiye hai bahar
aallahu aallahu aallahu
tayabah rashke jina……………………….
unhe gaib ka ilam rab ne diya hai
khazano ka mukhtar unko kiya hai
hai wahi kasime rozgaar
aallahu aallahu aallahu
tayabah rashke jina……………………….
parho ‘nazami’ unki sana parhate jao
har ek sans salleala parhe jao
wajad mai zumkar baar baar
aallahu aallahu aallahu
tayabah rashke jina……………………….
Popular Posts
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...245 views

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...132 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics Rehmat Na...111 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...106 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...100 views