Tatjallia ey Noor Fidam Ghaus e Azam Naat Lyrics
Ta’tjalli’a ey Nooré Fidam Ghaus e A’zam
Ziyaaey Siraajo Zulm Ghaus é A’zam
Khabar Lo Hamaari Ke Ham Hain Tumhaare
Karo Ham Pe Fazlo Karam Ghaus e A’zam
Tere Hote Ham Par Sitam Dhaa e Dushman
Sitam Hai, Sitam Hai, Sitam Ghaus e A’zam
Woh eek Waar Ka Bhi Na Hoga Tumhaare
Kahaan Hai Mukhaalif Mein Dam Ghaus e A’zam
Na Palla Hai Halka Hamaara Na Ham Ho’n
Na Bigre Hamaara Bharam Ghaus e A’zam
Khudaara Ab Aao Ke Dam Hai Labon Par
Karo Ham Pé Yaasin, Fidam Ghaus e A’zam
Tumhaare Karam Ka Hai Noori Bhi Pyaasa
Mile djam Se Us Ko Bhi Nam Fidam Ghaus e A’zam
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,360 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...818 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...528 views