Tamanna Muddaton Se Hai Naat Lyrics

Tamanna Muddaton Se Hai Naat Lyrics

Tamanna Muddaton Se Hai Naat Lyrics
Tamanna Muddaton Se Hai Naat Lyrics

Tamanna Muddaton Se Hai Jamaal-E-Mustafa Dekhoon
Imam-Ul-Ambiya Dekhoon, Habeeb-E-Kibriya Dekhoon

Woh Jinke Dam Qadam Se Sub’ha Ne Bhi Roshni Paayi
Munawwar Kar Diya Jisne Faza Woh Rehnuma Dekhoon

Woh Jinki Barkato Se Abr-O-Baara Baste Aalam Mein
Tamanna Qalb-E-Muztar Ki Woh Durr-E-Bebaha Dekhoon

Qadam Baahir Madina Se Tasawwur Mein Madina Hai
Ilahi, Ya Ilahi Azmaton Ki Inteha Dekhoon

Ye Duniya Besubaat-O-Bewafa-O-Gham Ka Gehwaaraa
Ye Hai Matloob Dar-E-Be-Wafaayee Mein Wafa Dekhoon

Woh Mabda Khalq-E-Aalam Ka Durood Unpar Salaam Unpar
Mere Maula Ye Mauqa De Ke Khatm-Ul-Ambiya Dekhoon

Kabhi Ho Husn Ki Mehfil Kabhi Ho Shauq Ka Manzar
Kabhi Aansoo Ki Zanjeeron Mein Aashiq Ki Sada Dekhoon

Rasool-Un-Qaasim-Ul-Khairaati Fid Dunya Wa Fil Uqba
Shafiq Az Nafs-E-Maa Dar Maa Nabi-E-Mujtaba Dekhoon

Dar-E-Jannat Pe Haazir Hoon Rasool-E-Paak Ke Humraah
Shafa’at Ka Ye Manzar Ya Khudaya Main Raza Dekhoon

Tamanna Muddaton Se Hai Jamaal-E-Mustafa Dekhoon
Imam-Ul-Ambiya Dekhoon, Habeeb-E-Kibriya Dekhoon

My desire for ages has been to behold the beauty of Mustafa
To see the leader of the prophets, the beloved of the Almighty

The one whose every step was greeted with the morning light
Who illuminated the atmosphere and guided us on the path

Whose blessings spread across the world and covered the skies
I wish to see the pearl that fulfills the desires of the heart

From outside Medina, I imagine the sight of Medina
Oh Allah, the greatness of the holy prophet is beyond imagination

This world is full of chaos, betrayal, and grief
I seek loyalty in the path of disloyalty

He was the origin of creation, the source of the universe
I send blessings upon him, and await the end of the prophets

Sometimes I imagine the beauty of his gathering, sometimes the joy of his sight
Sometimes I hear the lover’s cry in the chains of tears

The messenger of goodness, in this world and the hereafter
A compassionate guide for mothers and children, the chosen prophet

I am present at the door of heaven, with the holy messenger as my guide
May I witness the scene of intercession, Oh my Lord, grant me acceptance

My desire for ages has been to behold the beauty of Mustafa
To see the leader of the prophets, the beloved of the Almighty.

તમન્ના મુદ્દતોં સે હૈ જમાલ-એ-મુસ્તફા દેખૂં
ઇમામ-ઉલ-અંબિયા દેખૂં, હબીબ-એ-કિબ્રિયા દેખૂં

વો જિનકે દમ કદમ સે સુબહ ને ભી રોશની પાયી
મુનવ્વર કર દિયા જિસને ફ઼િજા વો રહનુમા દેખૂં

વો જિનકી બરકતો સે અબ્ર-ઓ-બારા બસ્તે આલમ મેં
તમન્ના કલ્બ-એ-મુજત્તર કી વો દૂર-એ-બેબહા દેખૂં

કદમ બાહિર મદીના સે તસવ્વુર મેં મદીના હૈ
ઇલાહી, યા ઇલાહી અજ઼મતોં કી ઇન્તેહા દેખૂં

યે દુનિયા બેસૂબાત-ઓ-બેવફા-ઓ-ગ઼મ કા ગહવારા
યે હૈ મત્લૂબ દર-એ-બે-વફાઈએ મેં વફા દેખૂં

વો મબદા ખલ્ક-એ-આલમ કા દુરૂદ ઉનપર સલામ ઉનપર
મેરે મૌલા યે મૌકા દે કે ખત્મ-ઉલ-અંબિયા દેખૂં

કભી હો હુસ્ન કી મહ્ફિલ કભી હો શૌક કા મનજ઼ર
કભી આંસૂ કી જ઼ંજીરોં મેં આશિક઼ કી સદા દેખૂં

રસૂલ-ઉન-કાસિમ-ઉલ-ખ઼ૈરાતી ફિદ દુન્યા વા ફિલ ઉકબા
શાફીક઼ અજ઼ નફસ-એ-મા દર મા નબી-એ-મુજ્તબા દેખૂં

દર-એ-જન્નત પે હાજ઼િર હૂં રસૂલ-એ-પાક કે હુમરાહ
શફાઅત કા યે મનજ઼ર યા ખુદાયા મેં રજ઼ા દેખૂં

તમન્ના મુદ્દતોં સે હૈ જમાલ-એ-મુસ્તફા દેખૂં
ઇમામ-ઉલ-અંબિયા દેખૂં, હબીબ-એ-કિબ્રિયા દેખૂં

🥀 *EK HAIRAT ANGEZ WAQIYA*⤵

••────────•◦◦•─────────••

Hazrat E Fatima Tuz Zehra Huzoor (ﷺ) Ke Pass Tasreef Layi Huzoor (ﷺ) Ne Farmaya Fatima Bina It’tala Ke ? Huzoor Chota Sa Kaam Tha.. Kese Ayi Ho ?.. Aurto Ka Pallu Hota Haiña Chadar Ka.. Pallu Khola To Ek Roti Bandi Hui Thi ..Ek Roti Chadar Me Khol Ke Pesh Ki.. Farmaya.. Beti Ye Kya Hai ? Kaha Abba Ji Kahi Dino Se Ghar Me Roti Nhi Bani Thi Ajj Ali Kuch Gehu (Wheat🌾) Laye The Pise Hai Chadh Rotiya Bani Hai.. Tho Baccho Ne Tho Khali Hai Tho Mere Samne Bhi Ek Roti Ayi Thi Mene Lukma Todah Hai Tho Mujhe Khyal Aya Pata Pata Nahi Mustafa (ﷺ) Ne Khaya Hai Ki Nhi Pata Nhi Huzoor (ﷺ) Ne Roti Khayi Hai Ki Nhi ? Me Leke Hazir Hogayi Hu .. Meherbani Farmaye.. App (ﷺ) Ne Farmaya Beti Beth Ja.. Hazrat Fatima Beth Gyi.. Sayyada Ayesha Siddiqa Radiyallahu Ta’ala Anha Keheti Hai Huzoor (ﷺ) Bhi Beth Gye Farmaya Fatima Kitne Dino Se Nhi Khaya ? Arz Ki Huzoor (ﷺ) Teen³ Din Se. Do² Jaha Ke Malik O Mukhtar Allah Ke Mehboob (ﷺ) Ne Arz Kiya Beti Mene Pach⁵ Din Se Nhi Khaya 🥹 Aja Dono Baap Beti Shat Me Khate Hai Roti Do² Hisso Me Huzoor (ﷺ) Ne Bati Farmaya Chal Adhi Tu Kha.. Adhi Me Khata Hu Hazrat E Fatima Ne Lukma Todh Ke Muh Me Rakha Tho Ro Padi.. Huzoor (ﷺ) Pach⁵ Din Se Nhi Khaye.. Farmaya Beti Chup Kar.. Hamara Duniya Se Kya Ta’aluq Ek Pull Rehe Gaya Hai.. Bas Fhir Allah Jannat Ki Sari Nea’mate Aata Farma Dega ❤‍🩹.

••────────•◦◦•─────────••

⚠ Ye Alam Hai Hamare O Apke Aaka Safiyullah Kalimullah Imam Ul Ambiya (ﷺ) Ka.. Or Qurban Jao Alh E Bait Par Jinhone Khud Allah Se Gareebi Magh Ke Li Hai.. Agar Kal Jake Hame O Apko Ek Roti Nhi Milti Tho App Kon Hote Hai Mayus Hone Wale Apni Kismat Ko Bura Kehene Wale.. Sikhwa Wa Shikayat Karne Wale .. Kya Apka Sabr Us Zaat Ke Sabr Ke Mukable Jho Allah Ke Baad Sabse Ala O Afzal Hai (ﷺ) Rai Ke Dane Ke Barabar Bhi Hai…? Khuda Ki Har Nea’mato Par Hattke Sase Lena Khana ..Pani Sari Chize Jho Allah Ne Apko Di Unpar Dill O Jaan Se Allah ka Sukr Aada Kigiye !!! ✨

📚 Ek Hadees E Paak Ka Mafhoom Hai Khana Kha Kar Allah Ka Sukr Aada Karne Wala (Ajr O Sawab Me) Rozedar Sabr Karne Wale Ke Barabar Hai

••────────•◦◦•─────────••

📝 WRITTEN BY :-TABREZ ISMAILY RAZA QADRI

▭▬▭▬▭▬▭▭▬▭▬▭▬▭
♨♨ ✯✯✯✯✯ ♨♨

Leave a Comment