इलाही मदद कर मदद की घड़ी है / Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai

इलाही मदद कर मदद की घड़ी है / Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai
इलाही ! मदद कर, मदद की घड़ी है
गुनाहों के दरिया में कश्ती फँसी है

इलाही ! मदद कर, मदद की घड़ी है

मेरे तन पे ग़फ़लत की चादर पड़ी है
नुहूसत गुनाहों की छाई हुई है

गुनाहों के दरिया में कश्ती फँसी है
इलाही ! मदद कर, मदद की घड़ी है

यही बात हम ने बड़ों से सुनी है
न हो बंदगी गर तो क्या ज़िंदगी है

गुनाहों के दरिया में कश्ती फँसी है
इलाही ! मदद कर, मदद की घड़ी है

ऐ अब्र-ए-करम ! आ बरस जा, बरस जा
‘अजब आग ‘इस्याँ की मुझ में लगी है

गुनाहों के दरिया में कश्ती फँसी है
इलाही ! मदद कर, मदद की घड़ी है

नहीं पास हुस्न-ए-‘अमल, मेरे मौला !
नज़र मेरी तेरे करम पर लगी है

गुनाहों के दरिया में कश्ती फँसी है
इलाही ! मदद कर, मदद की घड़ी है

‘उबैद-ए-रज़ा नेकियों से है ख़ाली
गुनाहों में हासिल इसे बरतरी है

गुनाहों के दरिया में कश्ती फँसी है
इलाही ! मदद कर, मदद की घड़ी है

लब-ए-मुस्तफ़ा से, ख़ुदाया ! सुना दे
‘उबैद-ए-रज़ा ! नार से तू बरी है

इलाही ! मदद कर, मदद की घड़ी है
गुनाहों के दरिया में कश्ती फँसी है

शायर:
ओवैस रज़ा क़ादरी

ना’त-ख़्वाँ:
ओवैस रज़ा क़ादरी

 

ilaahi ! madad kar, madad ki gha.Di hai
gunaaho.n ke dariya me.n kashti phansi hai

ilaahi ! madad kar, madad ki gha.Di hai

mere tan pe Gaflat ki chaadar pa.Di hai
nuhoosat gunaaho.n ki chhaai hui hai

gunaaho.n ke dariya me.n kashti phansi hai
ilaahi ! madad kar, madad ki gha.Di hai

yahi baat ham ne ba.Do.n se suni hai
na ho bandagi gar to kya zindagi hai

gunaaho.n ke dariya me.n kashti phansi hai
ilaahi ! madad kar, madad ki gha.Di hai

ai abr-e-karam ! aa baras jaa, baras jaa
‘ajab aag ‘isyaa.n ki mujh me.n lagi hai

gunaaho.n ke dariya me.n kashti phansi hai
ilaahi ! madad kar, madad ki gha.Di hai

nahi.n paas husn-e-‘amal, mere maula !
nazar meri tere karam par lagi hai

gunaaho.n ke dariya me.n kashti phansi hai
ilaahi ! madad kar, madad ki gha.Di hai

‘Ubaid-e-Raza nekiyo.n se hai KHaali
gunaaho.n me.n haasil ise bartari hai

gunaaho.n ke dariya me.n kashti phansi hai
ilaahi ! madad kar, madad ki gha.Di hai

lab-e-mustafa se, KHudaya ! suna de
‘Ubaid-e-Raza ! naar se tu bari hai

ilaahi ! madad kar, madad ki gha.Di hai
gunaaho.n ke dariya me.n kashti phansi hai

Poet:
Owais Raza Qadri

Naat-Khwaan:
Owais Raza Qadri

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...361 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...262 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...254 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...196 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...194 views

Leave a Comment