SUNTE HO BEKASO FARIYAD KI GAUSE AAZAM NAAT LYRICS

SUNTE HO BEKASO FARIYAD KI GAUSE AAZAM NAAT LYRICS

 

Sunte ho bekaso ki fariyad gause aazam

Mazalum tumse paate hain dad gause aazam

 

Jalwo se apne karke aabad gause aazam

Khadim ka dil banado bagdad gause aazam

Sunte ho be kason ki………………………………………..

 

Mere watan se mujko bagdad main bulakar

Bande alam se kardo aazad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

 

Apne gulam ka dhar rosan karo kadam se

Chamaka tumhare damse bagdad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

 

Kehdo zaban se jo kuchh mangega wo milega

Kardo gada ka apne dilshad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

 

Bahare alam main mere bere pe hai tabahi

Duba muje bachalo fariyad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

 

Lillah ab khabar lo kadmo se dur rah kar

‘Kasim’ ki zindagi hain barbad gause aazam

Sunte ho be kaso ki…………………………………………….

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,653 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...4,031 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...3,011 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,779 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,685 views

Leave a Comment