SHUJAAT KA JOHAR DIKHANE CHALE HAI NAAT LYRICS
Shujaat Ka Johar Dikhane Chale Hai
Lahu Dine Haque Ko Pilane Chale Hai
Mena Me To Jannat Ka Dumba Kata Tha
Hussain Aaj Kunba Katane Chale Hai
Nabi Unke Nana To Haidar Hai Baba
Hussain Aap The Mustafa Ka Mushaba
Jo Kaabe Ka Kaaba Hai Unka Nawasa
Lahu Deke Kaaba Bachane Chale Hai
Ajab Tha Wo Manzar Ajab Thi Kahani
Bana Karbala Sabr Ki Rajhdhani
Labe Naaz E Aqdas Ko Tarsa Hai Paani
Wo Kousar Ka Dhara Bahane Chale Hai
Machalti Hui Unki Hasrat To Dekho
Lagi Pyas Ki Unki Shiddat To Dekho
Chhe Maah Mujahid Ki Himmat To Dekho
Ke Hulkum Pe Teer Khane Chale Hai
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,360 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...818 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...528 views