Sarkar apna rouza-e-anwar dikhaye
Sarkar apna rouza-e-anwar dikhaye,
Ham dard ke maro ko bhi taiba buliaye.
Guzray hamari zindagi gumbad ke saye me,
Bas esi zindagi hame Sarkar chahiye.
Aaqa yaha moujud hai Imaan hai mera,
Sab ya rasulallah ha ka nara lagayie.
Bigde huve banjayege sab kam dosto,
Muskil me zara aaqa ko dil se pukarye.
Jaye kahan dar chhod kar ham aap ka shaha,
Ham aasiyo ko apne daman me chhupaiye.
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...4,315 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,158 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...978 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...826 views