Rahte Hain Mere Dil Mein Armaan Madine Ke Lyrics

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के / Rahte Hain Mere Dil Mein Armaan Madine Ke
आक़ा ! आक़ा ! आक़ा ! आक़ा !
आक़ा ! आक़ा ! आक़ा ! आक़ा !

मुद्दत से मेरे दिल में है अरमान-ए-मदीना
रौज़े पे बुला लीजिए, सुल्तान-ए-मदीना !

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के
कब मुझ को बुलाएँगे सुल्तान मदीने के

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के

रोते हैं तड़पते हैं, कहते हैं ये दीवाने
किस रोज़ बनेंगे हम मेहमान मदीने के

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के

ए काश ! मदीने में सरकार जो बुलवा लें
हो जाएँ दिल-ओ-जाँ से क़ुर्बान मदीने के

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के

अब ताब नहीं मुझ में दूरी की शह-ए-बतहा
हो जाए बहम एक दिन सामान मदीने के

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के

रहते हैं सदा उन के दिल कैफ़-ए-हुज़ूरी में
पढ़ते हैं क़सीदे जो हर-आन मदीने के

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के

मेरे लिए सब, आसिफ़ ! ता’ज़ीम के लाइक़ हैं
वो संग-ओ-शजर हों या इंसान मदीने के

रहते हैं मेरे दिल में अरमान मदीने के

आक़ा ! आक़ा ! आक़ा ! आक़ा !

ना’त-ख़्वाँ:
असद रज़ा अत्तारी

 

aaqa ! aaqa ! aaqa ! aaqa !
aaqa ! aaqa ! aaqa ! aaqa !

muddat se mere dil me.n hai armaan-e-madina
rauze pe bula lijiye, sultaan-e-madina !

rahte hai.n mere dil me.n armaan madine ke
kab mujh ko bulaae.nge sultaan madine ke

rahte hai.n mere dil me.n armaan madine ke

rote hai.n ta.Dapte hai.n, kahte hai.n ye deewaane
kis roz banenge ham mehmaan madine ke

rahte hai.n mere dil me.n armaan madine ke

ai kaash ! madine me.n sarkaar jo bulwa le.n
ho jaae.n dil-o-jaa.n se qurbaan madine ke

rahte hai.n mere dil me.n armaan madine ke

ab taab nahi.n mujh me.n doori ki shah-e-bat.ha
ho jaae baham ek din samaan madine ke

rahte hai.n mere dil me.n armaan madine ke

rahte hai.n sada un ke dil kaif-e-huzoori me.n
pa.Dhte hai.n qaseede jo har-aan madine ke

rahte hai.n mere dil me.n armaan madine ke

mere liye sab, Aasif ! taa’zeem ke laaik hai.n
wo sang-o-shajar ho.n ya insaan madine ke

rahte hai.n mere dil me.n armaan madine ke

aaqa ! aaqa ! aaqa ! aaqa !

Naat-Khwaan:
Asad Raza Attari

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...4,324 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,161 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...978 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...827 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...765 views

Leave a Comment