Sare Jahan Se Achha Hindustan Hamara Lyrics

Sare Jahan Se Achha Hindustan Hamara Lyrics

 

saare jahaan se achchha hindustan hamaaraa, hamaaraa
saare jahaan se achchha
hum bulbule hain iski, ye gulsitaan hamaaraa, hamaaraa
saare jahaan se achchha hindustan hamaaraa, hamaaraa
saare jahaan se achchha

parvat vo sabse unchaa, hamsaaya aasamaan ka
parvat vo sabse unchaa, hamsaaya aasamaan ka
vo santari hamaaraa, vo pasavaan hamaaraa, hamaaraa

saare jahaan se achchha hindustan hamaaraa, hamaaraa
saare jahaan se achchha

godee mein khelti hain, jiske hazaaron nadiyaan
godee mein khelti hain, jiske hazaaron nadiyaan
gulshan hai jinke dam se, gulshan hai jinke dam se
rashk-a/e-jinaan hamaaraa, hamaaraa

saare jahaan se achchha hindustan hamaaraa, hamaaraa
saare jahaan se achchha

mazhab nahin sikhaata aapas mein bair rakhnaa
mazhab nahin sikhaata aapas mein bair rakhnaa
hindi hain hum, hindi hain hum
hindi hain hum, vatan hai hindustan hamaaraa, hamaaraa

saare jahaan se achchha hindustan hamaaraa, hamaaraa
saare jahaan se achchha
hum bulbule hain iski, ye gulsitaan hamaaraa, hamaaraa
saare jahaan se achchha hindustan hamaaraa, hamaaraa
saare jahaan se achchha

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...3,952 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,099 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...967 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...755 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...738 views

Leave a Comment