RIFAETE SUBHE SAADAT ZINDABAD NAAT LYRICS
rifaete subhe saadat zindabad
marhaba jashne wiladat zindabad
mojiza hi mojiza hai unki zat
shahkare daste kudrat zindabad
marhaba jasne wiladat…………………..
chand tare ambiya hain bilyaki
aap hain mohare nubuwat zindabad
marhaba jasne wiladat…………………..
zindagi phir zindagi lagane lagi
jabke aae raze rahmat zindabad
marhaba jasne wiladat…………………..
nafarato ke pair girate hi gae
jab khila ye phoole ulfat zindabad
marhaba jasne wiladat…………………..
dushmane ja par bhi sayae karam
aap aae ban ke rahmat zindabad
marhaba jasne wiladat……………………
naat unki ae ‘ujagar’ likhte hi
mujpe utari hai masrrat zindabad
marhaba jasne wiladat…………………..
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...3,875 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,095 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...964 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...748 views