REHMAT BARAS RAHI HAI MUHAMMAD KE SHAHER MEIN NAAT LYRICS

REHMAT BARAS RAHI HAI MUHAMMAD KE SHAHER MEIN NAAT LYRICS

 

 

Rehmat Baras Rahi Hai Muhammad Ke Shaher Mein
Har Shehey Me Tazgi Hai Muhammad Ke Shaher Mein

Har Eik Bhar Raha Hey Yahan Damane Murad
Makhlook Aa Rahe Hai Muhammad Ke Shaher Mein

Atey Hein Bakhshwany Gunahoon Ko Gunahgar
Qismat Badal Rahi Hai Muhammad Ke Shaher Mein

Har Shehey Me Tazgi Hai Muhammad Ke Shaher Mein

Dolat Sakoon Ki Har Jagha Hum Dhondty Rahey
Akhir Ye Mil Gai Hai Muhammad Ke Shaher Mein

Har Simt Aa Rahi Hein Saday Darood Ki
ik Dhoom See Machi Hai Muhammad Ke Shaher Mein

Aey Sa Laga Key Samny Khud Aa Gay Hazoor
Eik Naat Jab Parhi Hai Muhammad Ke Shaher Mein

Roshan Hey Jis Key Noor Sey Dono Jahan Riaz
Aey Se Shaman Jali Hai Muhammad Ke Shaher Mein

Rehmat Baras Rahi Hai Muhammad Ke Shaher Mein
Har Shey Me Tazgi Hai Muhammad Ke Shaher Mein

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,167 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,592 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,046 views

Leave a Comment