Ramzan Ka Chand Dekhne Ki Dua

Ramzan Ka Chand Dekhne Ki Dua | रमजान का चांद देखने की दुआ

Jiska sabhi Muslmanon ko besabri se intezar hota hai, wo Ramzan ka Chand ab dikhne wala hai. Is article mein aap Mahe Ramzan ka Chand Dekhne ki Dua aur iske saath kuch khaas amal jaanenge.

📌 Ramzan ka Chand dekhne ke baad maangi gayi dua bahut jaldi qubool hoti hai, isiliye Ramzan ka Chand Dekhne ki Dua padh kar Allah Ta’ala se zyada se zyada dua karein. InshaAllah sabki dua qubool hogi, bas dil se dua karein.


📖 Ramzan Ka Chand Dekhne Ki Dua

🔹 Arabic:

اَللّٰہُمَّ اَھِلَّہ عَلَیْنَابِالْیُمْنِ وَالْاِیْمَانِ وَالسَّلَامَةِ وَالْاِسْلَامِ ،رَبِّیْ وَرَبُّکَ اللّٰہُ

🔹 Urdu:

یااللہ! اس چاند کو ہم پر برکت ، ایمان ، سلامتی اور اسلام کے ساتھ نکالنا ،(اے چاند) میرااور تیرا رب اللہ ہے ۔

🔹 Hindi:

अल्लाहुम्मा अहिल लहू अलैना बिल अमनि वल इमानि वस सलामति वल इस्लामि वत तौफीकि लिमा तुहिब्बु व तरज़ा रब्बी व रब्बुकल लाह

🔹 Roman English:

Allahumma Ahil Lahu Alaina Bil Amni Wal Imani Was Salamati Wal Islami Wat Taufiqi Lima Tuhibbu Wa Tarza Rabbi Wa Rabbukal Lah

🔹 Hindi Tarjuma:

“Aye Allah! Hum par is chand ko aman wa imaan, salaamati aur Islam aur us cheez ki taufeeq ke saath tulu farma jo aap pasand karte hain aur jisme aapki raza hai. (Aye Chand) Mera aur tera Rab Allah hai.”


📌 Aakhri Alfaaz

Is article mein aap sabhi ne Ramzan ka Chand Dekhne ki Dua padhi hai. Ramzan ka chand dikhne ke baad Ramzan ka mahina shuru ho jayega, is mahine zyada se zyada Quran aur Namaz padhein.

Aur aap sabhi ko meri taraf se Ramzan ka Chand Mubarak ho! 🌙✨

🔹 Ramzan mein Roza Iftar ki dua aur Taraweeh ki dua ka ye article zaroor padhein.

📢 Deen ki baatein share karna Sadaqah-e-Jariya hai, isiliye ise zyada se zyada logon tak share karein! 🤲

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...134 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...81 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...68 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...54 views
Salam Aap Par Tajdare Madina Lyrics  Salam Aap Par Tajdare Madina Darood Aap Par Share Yaar Madina...48 views

Leave a Comment