Qissa E Gham Na Chhediye Yaar Ki Bazm E Naaz Mai,

Qissa E Gham Na Chhediye Yaar Ki Bazm E Naaz Mai,
Chhidte Hi Aag Lag Gayi Soz e Nihan E Saaz Mai,
Husn Ne Jab Nigah Ki Ishq Ne Sar Jhuka Dia,
Is mai Bhi Koi Raaz Tha Naaz Mai Aur Niyaz Mai,
Teri Nigah e Mast Mai Aisa Tha Kaif e Bekhudi,
Jab Se Teri Nazar Padhi Mera Ji Na Laga Namaz Mai,
Dafn Karke Aa Gaye Mujhko Azeez O Aqraba,
Wo Yahi Puchhte Rahe Ji Der Hai Kya Namaz Mai,
Kuchh Bhi Kaha Kare Koi Apna To Qol Hai Yahi,
Aisi Namaz Ko Salam Tu Na Ho Jis Namaz Mai,
Aise Naseeb The Kahan Pite Jigar Jo Mehkada,
Ham Hi To Pine Aaye Hai Yaar Ki Bazam e Naaz Mai

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,493 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,526 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,264 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,178 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...1,070 views

Leave a Comment