Pyase imam Assalam Ali Maqam Assalam Naat Lyrics

Pyase imam Assalam Ali Maqam Assalam Naat Lyrics

 

Pyase imam Assalam Ali Maqam Assalam
Zahra ke lal Assalam Ali Maqam Assalam..(2)

Zikar tumhara jab likha rone laga kalam Hussain ,
Kaise hai waqiyate gham aztaro rahe Hussain,
Dil mai tumhari yaad hai houtoo pai hai alam Hussain (2)

Lete rahenge hashrah tak naam tumhara ya Hussain…
Pyase imam Assalam Ali Maqam Assalam Assalam
Zahra ke lal Assalam Ali Maqam Assalam ..(2)

Bhul na jayege kabi app ki zindagi Hussain,
Teero ke saye mai dekhi khalik ki bandage Hussain,
App ke khoon se huai deen mai roushni Hussain (2)

App ne jag maga Diya deene muhammadi Hussain…
Pyase imam Assalam Ali Maqam Assalam Assalam
Zahra ke lal Assalam Ali Maqam Assalam Assalam (2)

App ne kise shaan se sabr ka inteha Kiya,
Wakth pada too app nai akbar sa noujawa Diya,
Phir b wahi agar kami sa be zuba diya(2)

Shoro nai gul sata Diya Deen-E-Nabi bachaliya……
Pyase imam Assalam Ali Maqam Assalam
Zahra ke lal Assalam Ali Maqam Assalam…..(3)

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,061 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,925 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,917 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,546 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...2,013 views

Leave a Comment