Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se Naat Lyrics

Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se Naat Lyrics

 

Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se
Utha Le Jayein Thodi Khak Unke Aastane Se…

Tumhare Dar Ke Tukro Se Paraa Palta Hai Ek Aalam
Guzara Sab Ka Hota Hai Isi Muhtaaj Khane Se…

Koi Firdaus Ho Ya Khuld Ho Hum Ko Garaz Matlab
Lagaya Ab Toh Bistar Aap Hi Ke Aastane Se…

Na Kyon Unki Taraf Allah Saw Saw Pyar Se Dekhe
Jo Apni Ankhein Malte Hain Tmhare Aastane Se…

Tumhare To Woh Ehsaan Aur Na-Farmaniyan Apni
Hame Toh Sharm Si Aati Hai Tmko Munh Dikha Ne Se…

Bahar-E-Khuld Sadq-E-Ho Rahi Hai Roo-E-Aashiq Per
Khili Jati Hain Khaliyan Dil Ki Tere Muskurane Se…

Bulalo Apne Dar Per Ab Toh Hum Khana Badoshon Ko
Phirein Kb Tq Kalyan Khowar Dar Dar Be Thikane Se…

Na Pahonche Unke Qadmo Tak Na Kuch Husne Amal Hi Hai
#HASSAN Kya Puchte Ho Hum Gaye Guzre Zamane Se….

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,802 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...939 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...901 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...616 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...547 views

Leave a Comment