Pukaro Mere Maula Ko Pukaro Naat Lyrics

Pukaro Mere Maula Ko Pukaro Naat Lyrics

 

Pukaro Mere Maula Ko Pukaro..
Badal Jayegi Kismat Be Saharo..

Ye Mazar Karbala Ka Kah Raha Hai..
Jo Sir De Dete Hai Jita Huwa Hai..
Koi Shabbir Ka Sadka Utaro..

Ali Ki Neend Paigambar Ka Bistar..
Shabe Hijrat Ka Wo Noorani Manzar..
Tumhe To Yaad Hoga Chand Taro..

Rasulallah Ke Hai Char Dilbar..
Ali O Fatima Shabbir O Shabbar..
Sahara Hai Yahi O Be Saharo..

HUSSAIN Jaisa Shaheede Aazam Jaha’n Me Huwa Nahi Hai…..
Chhuri Ke Neeche Galaa Hai Lekin Zuba’n Pe Koi Gila Nahi Hai…..

Haq Hussain Maula Hussain….

 

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,601 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...4,021 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...3,004 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,764 views
Jinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam LyricsJinki Maa Fatima Aur Nana Rasool Salam Lyrics Jinki Maa Fatima Aur...2,628 views

Leave a Comment