piro ka pir hai Naat Lyrics
Piro ka pir hai wo mera pir hai
Bagdad wala dulha sab ka dastgir hai
Nabi ke noor se purnur unka sina hain
Isi liye unhe roshan zamir kehte hain
Gulame gaus hai aazad kar diya tujko
Ye mujse kabr mai munkar nakir kehte hain
Piro ka pir hain………………………………………..
Na main hukumat mangu taje shahi na mangu
Mangu to kiske darase tera fakir hoke
Wo sakhawat teri sabase benazir hain
Piro ka pir hain………………………………………..
Mehabube subhani hain kandile noorani hain
Wo hain aaka ke pyaare maula ali ke tare
Dilbar sara ke zille sabbaro sabbir hain
Piro ka pir hain………………………………………..
Nabi ke noor se purnoor unka sina hain
Isi liye unke roshan zimir kehte hain
Gulame gaus hain aazad kar diya tujko
Ye mujse kabr mai munkar nakir hain
Piro ka pir hain………………………………………..
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...6,633 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...1,568 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...1,289 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...1,194 views