Naseeb Chamke Hain Farshiyon Ke Ki Arsh Ke Chaand Aa Rahe Hain Naat Lyrics

Naseeb Chamke Hain Farshiyon Ke Naat Lyrics

 

Naseeb Chamke Hain Farshiyon Ke Naat
Naseeb Chamke Hain Farshiyon Ke Naat
Naseeb Chamke Hain Farshiyon Ke Naat Lyrics

Naseeb Chamke Hain Farshiyon Ke Naat Lyrics

Hindi And English Naat Lyrics

 

सय्यदी अंता हबीबी, सय्यदी अंता हबीबी

Sayyadi Anta Habibi, Sayyadi Anta Habibi,

 

मरहबा या मुस्त़फा

Marhaba Ya Mustafa

 

नसीब चमके हैं फ़रशियों के

नसीब चमके हैं फ़रशियों के

के अ़र्श के चांद आ रहे हैं

 

झलक से जिनकी फ़लक है रौशन

झलक से जिनकी फ़लक है रौशन

वोह शम्स त़शरीफ़ ला रहे हैं

 

Naseeb Chamke Hein Farshiyon Ke

Naseeb Chamke Hein Farshiyon Ke

Ke Arsh Ke Chand Aa Rahe Hein

 

Jhalak Se Jinki Falak Hai Roushan

Jhalak Se Jinki Farlak Hai Roushan

Woh Shams Tashareef La Rahe Hein

 

मरहबा या मुस्त़फा

Marhaba Ya Mustafa

 

निसार तेरी चहल पहल के

हज़ारोंं ई़दें रबीउल अव्वल

हज़ारोंं ई़दें रबीउल अव्वल

 

सिवाए इबलीस के जहां में

सिवाए इबलीस के जहां में

सभी तो खुशियां मना रहे हैं

 

Nisar Teri Chahal Pahal Ke

Hazaron Eiden Rabi Ul Awwal

Hazaron Eiden Rabi Ul Awwal

 

Siwa-E-Iblees Ke Jahan Me

Siwa-E-Iblees Ke Jahan Me

Sabhi To Khushiyan Mana Rahe Hein

 

मरहबा या मुस्त़फा

Marhaba Ya Mustafa

 

शबे बिलादत में मुसलमां

ना क्यों करें जान ओ माल कुरबां

अबू लहब जैसे सख़्त काफ़िर

खुशी में जब फ़ैज़ पा रहे हैं

 

Shab E Biladat Me Muslama(N)

Na Kyon Karey Jaan O Maal Kurba(N)

Abu Lahaw Jaise Sakht Kaafir

Khushi Me Jab Faiz Par Rahe Hein

 

मरहबा या मुस्त़फा

Marhaba Ya Mustafa

 

ज़माने भर में ये क़ाएदा है

के जिसका खाना उसी का गाना

के जिसका खाना उसी का गाना

 

वोह नेअ़मतें जिनकी खा रहे हैं

वोह नेअ़मतें जिनकी खा रहे हैं

उन्हीं के हम गीत गा रहे हैं

 

Zamane Bhar Me Ye Qaaida Hai

Ke Jiska Khana Usi Ka Gana

Ke Jiska Khana Usi Ka Gana

 

Woh Nemateyn Jinki Kha Rahe Hein

Wo Nemateyn Jinki Kha Rahe Hein

Unhi Ke Ham Geet Gaa Rahe Hein

 

मरहबा या मुस्त़फा

सय्यदी अंता हबीबी

Marhaba Ya Mustafa

Sayyadi Anta Habibi

 

है तेरे सदक़े ज़मीने त़ैबा

फ़िदा न हो तुझ पे क्यों ज़माना

फ़िदा न हो तुझ पे क्यों ज़माना

 

के जिनकी ख़ात़िर बने ज़माने

के जिनकी ख़ात़िर बने ज़माने

वोह तुझ में आराम पा रहे हैं

 

Hai Tere Sadqe Zamine Taiba

Fida Na Ho Tujh Pe Kyon Zamana

Fida Na Ho Tujh Pe Kyon Zamana

 

Ke Jinki Khatir Bane Zamane

Ke Jinki Khatir Bane Zamane

Woh Tujh Me Aaram Pa Rahe Hein

 

मरहबा या मुस्त़फा

Marhaba Ya Mustafa

 

जो क़ब्र में उनको अपनी पाऊं

पकड़ के दामन मचल ही जाऊं

जो दिल में रह के छुपे थे मुझसे

वोह आज जल्वा दिखा रहे हैं

 

Jo Qabr Me Apni Unko Paaun

Pakad Ke Daman Machal He Jaun

Jo Dil Me Rah Ke Chhupe The Mujhse

Wo Aaj Jalwa Dikha Rahe Hein

 

मरहबा या मुस्त़फा

Marhaba Ya Mustafa

Hindi and English Lyrics

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...3,293 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...972 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...948 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...673 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...653 views

Leave a Comment