mim madina marehara ki kismat Naat Lyrics

mim madina marehara ki kismat Naat Lyrics

 

mim madina marehara ki kismat hain

is gumbad ko us gumbad se nisbat hain

mim midina marehara ……………………..

 

ya se jo khali lota khali hi raha

ha ha aaisa sakhs bara bad-kismat hain

mim midina marehara ……………………..

 

dekho ye kaisa nurani chehra hain

murshid ki ziyarat bhi ek ibadat hain

mim midina marehara ……………………..

 

unke murshid unke upar naza hain

ha ha ye bhi shane aala hazarat hain

mim midina marehara ……………………..

 

nazami tum bhi panv pakaralo murshid ke

in kadmo ke niche bhi to jannat hain

mim midina marehara ……………………..

 

khali zoli lekar mangata aae hain

hazarat kasim ki janib se dawat hain

is gumbad ko us gumbad se nisbat hain

mim midina marehara ……………………..

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,350 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...926 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...524 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...502 views

Leave a Comment