Meri Jholi Ko Bharde Aye Khuda Naat Lyrics

मेरी झोली को भर दे, ए ख़ुदा ! सदक़े मुहम्मद के / Meri Jholi Ko Bhar De, Ai Khuda ! Sadqe Muhammad Ke
मेरी झोली को भर दे, ए ख़ुदा ! सदक़े मुहम्मद के
गुनहगारों का भी कर दे भला सदक़े मुहम्मद के

मेरी झोली को भर दे

हमारे हाल पर, दाता ! करम अपना सदा रखना
तू ही शैतान से ईमान वालों को बचा रखना
हर इक तूफ़ाँ में देना आसरा सदक़े मुहम्मद के

मेरी झोली को भर दे, ए ख़ुदा ! सदक़े मुहम्मद के

मेरी झोली को भर दे

समझती है ये दुनिया अपना हम ईमान दे देंगे
मगर ईमान की ख़ातिर हम अपनी जान दे देंगे
हमें इस आज़माइश से बचा सदक़े मुहम्मद के

मेरी झोली को भर दे, ए ख़ुदा ! सदक़े मुहम्मद के

मेरी झोली को भर दे

तेरी रहमत को हम रो रो के, ए मालिक ! जगा देंगे
ये पर्दे आसमाँ के हम दु’आओं से हिला देंगे
हमें नूर-ए-नज़र से फिर मिला सदक़े मुहम्मद के

मेरी झोली को भर दे, ए ख़ुदा ! सदक़े मुहम्मद के
गुनहगारों का भी कर दे भला सदक़े मुहम्मद के

शायर:
राजा मेहदी अली ख़ाँ

ना’त-ख़्वाँ:
मुहम्मद रफ़ी और शमशाद बेगम
ख़ुर्शीद अहमद

 

meri jholi ko bhar de, ai KHuda ! sadqe muhammad ke
gunahgaaro.n ka bhi kar de bhala sadqe muhammad ke

meri jholi ko bhar de

hamaare haal par, daata ! karam apna sada rakhna
tu hi shaitaan se imaan waalo.n ko bacha rakhna
har ik toofaa.n me.n dena aasra sadqe muhammad ke

meri jholi ko bhar de, ai KHuda ! sadqe muhammad ke

meri jholi ko bhar de

samajhti hai ye duniya apna ham imaan de de.nge
magar imaan ki KHaatir ham apni jaan de de.nge
hame.n is aazmaaish se bacha sadqe muhammad ke

meri jholi ko bhar de, ai KHuda ! sadqe muhammad ke

meri jholi ko bhar de

teri rahmat ko ham ro ro ke, ai maalik ! jaga de.nge
ye parde aasmaa.n ke ham du’aao.n se hila de.nge
hame.n noor-e-nazar se phir mila sadqe muhammad ke

meri jholi ko bhar de, ai KHuda ! sadqe muhammad ke
gunahgaaro.n ka bhi kar de bhala sadqe muhammad ke

Poet:
Raja Mehdi Ali Khan

Naat-Khwaan:
Muhammad Rafi and Shamshad Begam
Khurshid Ahmad

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...1,883 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...898 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...679 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...514 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...469 views

Leave a Comment