Meri Aankhen Tarasti Hain Ya Rab Mujh Ko Baagh E Madina Dikha De Naat Lyrics

Meri Aankhein Tarasti hein Ya Rabb Lyrics || Roman (Eng) & हिंदी (Hindi)

Roman (Eng) :

Meri Aankhein Tarasti hein Ya Rabb
Mujko Baage Madina dikhaade
Pyaar se Zindagi dene waale
Mujko Pyaare Nabi se mila de

Leke Talwaar Farook Ghar se
Qatl karne chale the Nabi ko
Paas Pahunche to ki Arz ro kar
Mere Mehboob Kalma Pada dein

Tan pe Kha Kha ke Zalim ke kode
Has ke Bole Bilaale Habashi
Mein na chhodunga Daaman Nabi ka
Be Haya Chaahe Jitni saza de

Karbala mein Husain Ibne Haidar
Haq se Farmaya Khoon mein naha kar
Taaj Shaahi Yazeedon ko de kar
Mujko Jaame Shahaadat pila de

हिंदी (Hindi) :

मेरी आँखें तरसती हैं या रब
मुझको बागे मदीना दिखादे
प्यार से ज़िन्दगी देने वाले
मुझको प्यारे नबी से मिला दे

लेके तलवार फ़ारूक़, घर से
क़त्ल करने चले थे नबी को
पास पहुंचे तो की अर्ज़ रो कर
मेरे मेहबूब कलमा पड़ा दे

तन पे खा खा के ज़ालिम के कोड़े
हस के बोले बिलाल हब्शी
में ना छोडूंगा दामन नबी का
बे हाय चाहे जितनी सजा दे

कर्बला में हुसैन इब्ने हैदर
हक़ से फ़रमाया खून में नहा कर
ताज शाही यज़ीदों को दे कर
मुझको जामे शहादत पीला दे

Popular Posts

Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...12 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...6 views
Allah Badshah Maula Badshahअल्लाह बादशाह मौला बादशाह / Allah Badshah Maula Badshah या अल्लाहु !...6 views
Hai Noori Paseene Ki Mahak Se Ye Chaman Phoolहै नूरी पसीने की महक से ये चमन फूल | सर-ता-ब-क़दम है...5 views
Sarkar Apna Roza E Anwar DikhayeSarkar apna rouza-e-anwar dikhaye   Sarkar apna rouza-e-anwar dikhaye, Ham dard ke...4 views

Leave a Comment