MANGATE HAIN KARAM UNKA(SAW) SADA NAAT LYRICS
mangate hain karam unka sada mang rahe hain
din raat madine ki dua mang rahe hain
mangate hain karam unka ……………………
neamate kaunain hain dama main hamare
hum sadaka-ae mehbube khuda mang rahe hain
mangte hain karam unka ………………………..
yun kho gaye sarkar ke altafo karam main
ye bhi ke nahi hosh ke kya mang rahe hain
mangte hain karam unka ………………………..
sarkar ka sadaka mere sarkar ka sadaka
mohtajo gani shaho daga mang rahe hain
mangte hain karam unka ………………………..
kam mang rahe hain na siwa mang rahe hain
jaisa hain gani aesi ata mang rahe hain
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views

Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen ...525 views