MAIN MADINE KI JANIB NA KAISE KHICHU NAAT LYRICS
Meri ulfat madine se yunhi nahi
Mere Aaqa ka roza madine mai hai
Main madine ki janib na kaise khichu
Mera deen aur duniya madine mein hai
Arsh e azam pe jiski badi shan hai
Roza e mustafa jiski pehchan hai
Jiska ham palla koi mohalla nahi
Ek aisa mohalla madine mai hai
Fir muje maut ka koi khatra na ho
Maut kya zindagi ki bhi parvah na ho
Kash sarkar ek baar mujse kahe
Aa tera jina marna madine mai hai
Meri ulfat madine se yu hi nahi
Mere Aqa ka roza madine mai hai
Mai madine ki janib na kaise khichu
Mera deen aur duniya madine mai hai
Esi khushbu chaman ke gulon mai nahi
Jaisi khushbu nabi ke paseene mai hai
Popular Posts
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...11,150 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...3,957 views
Ya Hussain Aapki Judai Mein Salam LyricsYa Hussain Aapki Judai Mein Salam Lyrics या हुसैन आपकी जुदाई में...2,930 views
फ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली | Fatima ka laadla jo Ali ke ghar pala, Woफ़ातिमा का लाडला जो अली के घर पला, वो: हुसैन इब्ने-अली |...2,587 views