Main Chup Khada Hua Hun Darwar E Mustafa Me Lyrics

Main Chup Khada Hua Hun Darwar e Mustafa Me lyrics

 

Main Chup Khada Hua Hun Darwar e Mustafa Me lyrics

मैं चुप खड़ा हुआ हूं दरबार ए मुस्तफा में

Naat Khwan: Zulfiqar Ali Hussani

मैं चुप खड़ा हुआ हूं दरबार ए मुस्तफा में
आंखों से बोलता हूं दरबार ए मुस्तफा में
Main Chup Khada Hua Hun Darwar e Mustafa Me
Aankhon Se Bolta Hun Darwar e Mustafa Me

 

मेरा वुजूद जैसे गुम हो के रह गया है
खुद से बिछड़ गया हूं दरबार ए मुस्तफा में
Mera wajood Jaise Gum Ho Ke Rah Gaya Hai
Khud se Bichhad Gaya Hun Darwar e Mustafa Me

 

आंसू नदामतों के हैं चश्मे तर से जारी
छुप छुप के रो रहा हूं दरबार मुस्कुराने
आंखों से बोलता हूं दरबार ए मुस्तफा में
Aansu Nadamaton Ke Hain Chashme Tar Se Jaari
Chhup Chhup Ke Ro Raha Hun Darwar e Mustafa Me

 

क्या अब भी मेरे रब का मुझ पर करम ना होगा
अब तो मैं आ गया हूं दरबार ए मुस्तफा में
आंखों से बोलता हूं दरबार ए मुस्तफा में
Kya Ab Bhi Mere Rab Ka Mujh Par Karam Na Hoga
Ab To Main Aa Gaya Hun Darwar e Mustafa Me

 

किरने निकल रहीं हैं मेरे वुजूद से भी
खुर्शीद बन गया हूं दरबार ए मुस्तफा में
आंखों से बोलता हूं दरबार ए मुस्तफा में
Kirne Nikal Rahin Hain Mere Wujood Se Bhi
Khursheed Ban Gaya Hun Darwar e Mustafa Me
Aankhon Se Bolta Hun Darwar e Mustafa Me

 

आंसू जो बह रहे हैं सब हाल कह रहे हैं
लब कौन खोलता है दरबार ए मुस्तफा में
आंखों से बोलता हूं दरबार ए मुस्तफा में
Aansu Jo Bah Rahe Hain Sab Haal Kah Rahe Hain
Lab Koun Kholta Hai Darwar e Mustafa Me
Aankhon Se Bolta Hun Darwar e Mustafa Me

 

मरने के बाद मेरे पूछे कोई तो कहना
वो नात पढ़ रहा है दरबार ए मुस्तफा में
आंखों से बोलता हूं दरबार ए मुस्तफा में
Marne Ke Baad Mere Poochhe Koi To Kahna
Wo Naat Padh Raha Hai Darwar e Mustafa Me
Aankhon Se Bolta Hun Darwar e Mustafa Me

 

रहमत का दर खुला है दरबार ए मुस्तफा में
बिन मांगे मिल रहा है दरबार ए मुस्तफा में
आंखों से बोलता हूं दरबार ए मुस्तफा में
Rahmat Ka Dar Khula Hai Darwar e Mustafa Me
Bin Mange Mil Raha Hai Darwar e Mustafa Me
Aankhon Se Bolta Hun Darwar e Mustafa Me

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,352 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...927 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...817 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...525 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...510 views

Leave a Comment