Mai Gulam-e-Khwaja hun Hind hai watan mera – Manqabat Lyrics

Mai Gulam-e-Khwaja hun Hind hai watan mera – Manqabat Lyrics

 

Unki jaame jam aankhen
Shishaye badan mera
Unki jaame jam aankhen
Shishaye badan mera
Unki band muthi me
Sara baakpan mera
Unki band muthi me
Sara baakpan mera

Aashiq-e-Nabi hun mai
Waris-e-Ali hun mai
Aashiq-e-Nabi hun mai
Waris-e-Ali hun mai
Maila ho na paega
Maila ho na paega
Hashr tak kafan mera
Maila ho na paega
Hashr tak kafan mera

Arz-e-Gang bhi meri hai
Khittaye jaman mera
Arz-e-Gang bhi meri hai
Khittaye jaman mera
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Hind hai watan mera
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Hind hai watan mera
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Hind hai watan mera

Arsh se pare jaakar
Mustafa ne batlaya
Arsh se pare jaakar
Mustafa ne batlaya
Ye zameen bhi meri hai
Ye zameen bhi meri hai
Aur hai gagan mera
Ye zameen bhi meri hai
Aur hai gagan mera

Gulshan-e-Madina se
Nazmi mujhko nisbat hai
Gulshan-e-Madina se
Nazmi mujhko nisbat hai
Ek ek kali meri
Ek ek kali meri
Gul mera chaman mera
Ek ek kali meri
Gul mera chaman mera
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Hind hai watan mera

 

 

_*🌹💫“Hazrat Shuaba Bin Kuhayl Se Riwayat Karte Hain Ki Mein Ne Aboo Tufail Se Suna Ki Aboo Sareeha…*_

_🌹🇵🇰👉🏼Ya Zayd Bin Arqam RadiyAllahu Ta’ala Anhuma…. Se Marwi Hai (Hazrat Shuaba Ko Raawi Ke Mut’alliq Shak Hai) Ki Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :🕯👇🕯_

_*“`✊🌹🇵🇰👉🏼Jis Ka Mein Mawla Hoo’n Us Ka Ali Mawla Hai.”*_“`

_📕[ 01-Tirmidhi, Al-Jami’ As-Sahih, 06/79, Raqam-3713,_

_📒02-Ahmad Bin Hanbal, 02/569, Raqam959,_

_📘04-Ibn Abi Asim, As-Sunnah,/603, 604, Raqam-1361, 1363, 1364, 1367, 1370,_

*_🌹🌻👉🏼Tirmidhi Ne Ise Hasan Sahih Gharib Kaha Hai, Aur Hazrat Shuaba Ne Ye Hadith Maymoon Aboo Abdullah Ke Tareeq Se Zayd Bin Arqam Se Bhi Riwayat Kee Hai._*

*_🌹🇵🇰👉🏼Hazrat Abdullah Bin Abbas RadiyAllahu Ta’ala Anhuma Se Ye Hadith In Kutub Me Marwi Hai :_*

*_🌹🇵🇰👉🏼Hazrat Shuaba Ne Is Hadith Ko Maymoon Aboo Abdullah Se, Unhoney Zayd Bin Arqam Se Aur Unhoney Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Se Riwayat Kiya Hai._*

 

Leave a Comment