Mai Gulam-e-Khwaja hun Hind hai watan mera – Manqabat Lyrics

Mai Gulam-e-Khwaja hun Hind hai watan mera – Manqabat Lyrics

 

Unki jaame jam aankhen
Shishaye badan mera
Unki jaame jam aankhen
Shishaye badan mera
Unki band muthi me
Sara baakpan mera
Unki band muthi me
Sara baakpan mera

Aashiq-e-Nabi hun mai
Waris-e-Ali hun mai
Aashiq-e-Nabi hun mai
Waris-e-Ali hun mai
Maila ho na paega
Maila ho na paega
Hashr tak kafan mera
Maila ho na paega
Hashr tak kafan mera

Arz-e-Gang bhi meri hai
Khittaye jaman mera
Arz-e-Gang bhi meri hai
Khittaye jaman mera
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Hind hai watan mera
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Hind hai watan mera
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Hind hai watan mera

Arsh se pare jaakar
Mustafa ne batlaya
Arsh se pare jaakar
Mustafa ne batlaya
Ye zameen bhi meri hai
Ye zameen bhi meri hai
Aur hai gagan mera
Ye zameen bhi meri hai
Aur hai gagan mera

Gulshan-e-Madina se
Nazmi mujhko nisbat hai
Gulshan-e-Madina se
Nazmi mujhko nisbat hai
Ek ek kali meri
Ek ek kali meri
Gul mera chaman mera
Ek ek kali meri
Gul mera chaman mera
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Mai Gulam-e-Khwaja hun
Hind hai watan mera

Leave a Comment