Madine Ko Jaaen Yeh Jee Chahta Hai Lyrics

मदीने को जाएँ ये जी चाहता है / Madine Ko Jaaen Ye Jee Chaahta Hai
मदीने को जाएँ ये जी चाहता है
मुक़द्दर बनाएँ ये जी चाहता है

मदीने को जाएँ ये जी चाहता है

मदीने के आक़ा ! दो ‘आलम के मौला !
तेरे पास आएँ ये जी चाहता है

मदीने को जाएँ ये जी चाहता है

जहाँ दोनों ‘आलम हैं महव-ए-तमन्ना
वहाँ सर झुकाएँ ये जी चाहता है

मदीने को जाएँ ये जी चाहता है

मुहम्मद की बातें, मुहम्मद की सीरत
सुनें और सुनाएँ ये जी चाहता है

मदीने को जाएँ ये जी चाहता है

दिलों से जो निकलें दयार-ए-नबी में
सुनें वो सदाएँ ये जी चाहता है

मदीने को जाएँ ये जी चाहता है

पहुँच जाएँ, बहज़ाद ! जब हम मदीने
तो ख़ुद को न पाएँ ये जी चाहता है

मदीने को जाएँ ये जी चाहता है

शायर:
बहज़ाद लखनवी

ना’त-ख़्वाँ:
ज़ुल्फ़िक़ार अली हुसैनी

 

madine ko jaae.n ye jee chaahta hai
muqaddar banaae.n ye jee chaahta hai

madine ko jaae.n ye jee chaahta hai

madine ke aaqa ! do ‘aalam ke maula !
tere paas aae.n ye jee chaahta hai

madine ko jaae.n ye jee chaahta hai

jahaa.n dono.n ‘aalam hai.n mahw-e-tamanna
wahaa.n sar jhukaae.n ye jee chaahta hai

madine ko jaae.n ye jee chaahta hai

muhammad ki baate.n, muhmmad ki seerat
sune.n aur sunaae.n ye jee chaahta hai

madine ko jaae.n ye jee chaahta hai

dilo.n se jo nikle.n dayaar-e-nabi me.n
sune.n wo sadaae.n ye jee chaahta hai

madine ko jaae.n ye jee chaahta hai

pahunch jaae.n, Behzaad ! jab ham madine
to KHud ko na paae.n ye jee chaahta hai

madine ko jaae.n ye jee chaahta hai

Poet:
Behzad Lakhnavi

Naat-Khwaan:
Zulfiqar Ali Husaini

Popular Posts

Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...2,277 views
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyricsNaseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne lyrics     Naseebon Ko Jagaya...921 views
Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand LyricsBAZM-E-JAHAN ME DHOOM HAI MATAM HUSSAIN KI.. YAROO YE GHAM FAZA HAI...808 views
Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen | Barkate RazaDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...524 views
Kabootar Nama LyricsKabootar Nama Lyrics In Hindi | हिन्दी में कबूतर नामा   Kabootar...496 views

Leave a Comment