Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics

Madine ke Aaqa Salamun Alaik Lyrics || मदीने के आक़ा , सलामुन अलैक

 

Roman(Eng) :
Madine ke Aaqa, Salamun Alaik
Do Aalam ke Daata, Salamun Alaik

Zameen mein Muhammad, Zamaan mein Muhammad
Makeen mein Muhammad, Makaan mein Muhammad
Har Ek Shay mein Jalwa Rasoole Khuda ka
Salamun Alayk Salamun Alayk

Madine ke Aaqa Salamun Alaik
Do Aalam ke Data Salamun Alaik

Gunaahon ne gera Khataaon ne gera
Musibat ne gera Balaaon ne gera
Bacha lijiyega Bacha lijiyega
Salamun Alaik Salamun Alaik

Madine ke Aaqa Salamun Alayk
Do Aalam ke Data Salamun Alayk

Hamari bhi Qismat banaado Nabiji
Nasibaan bhi soya Jagaado Nabiji
Hamein Apna Roza dikhaadijiyega
Hamein fir Madina bula lijiyega
Salamun Alayk Salamun Alayk

Madine ke Aaqa Salamun Alayk
Do Aalam ke Data Salamun Alayk

Na Daulat talab hai , Na Shohrat talab hai
Hukumat talab hai , Na Izzat talab hai
Hamein dijiye Kaali Kamli ka saaya
Salamun Alayk Salamun Alayk

Madine ke Aaqa Salamun Alayk
Do Aalam ke Data Salamun Alayk

Hun Mohtaaj Mein Aapki Ek Nazar ka
Fida Aap par Mere Maa Baap Aaqa
Ke Ham Sab pe Nazre Karam kijiyega
Ke Arshad pe Nazre Karam kijiyega
Salamun Alayk Salamun Alayk

Madine ke Aaqa Salamun Alayk
Do Aalam ke Data Salamun Alayk

Zameen mein Muhammad Zamaan mein Muhammad
Makeen mein Muhammad, Makaan mein Muhammad
Har Ek Shay mein Jalwa Rasoole Khuda ka
Salamun Alayk Salamun Alayk

हिंदी (Hindi) :

मदीने के आक़ा , सलामुन अलैक
दो आलम के दाता, सलामुन अलैक

ज़मीं में मुहम्मद, ज़मां में मुहम्मद
मकीं में मुहम्मद , मकां में मुहम्मद
हर एक शय में जलवा रसूले खुदा का
सलामुन अलैक सलामुन अलैक

मदीने के आक़ा , सलामुन अलैक
दो आलम के दाता, सलामुन अलैक

गुनाहों ने गेरा , खताओं ने गेरा
मुसीबत ने गेरा , बालाओं ने गेरा
बचा लीजियेगा , बचा लीजियेगा
सलामुन अलैक सलामुन अलैक

मदीने के आक़ा , सलामुन अलैक
दो आलम के दाता, सलामुन अलैक

हमारी भी क़िस्मत बनादो नबी जी
नसीबां भी सोया जगादो नबी जी
हमें अपना रोज़ा दिखा दीजियेगा
हमें फिर मदीने बुला लीजियेगा
सलामुन अलैक सलामुन अलैक

मदीने के आक़ा , सलामुन अलैक
दो आलम के दाता, सलामुन अलैक

ना दौलत तलब है , ना शोहरत तलब है
हुकूमत तलब है ना इज़्ज़त तलब है
हमें दीजिये काली कमली का साया
सलामुन अलैक सलामुन अलैक

मदीने के आक़ा , सलामुन अलैक
दो आलम के दाता, सलामुन अलैक

हूँ मोहताज में आपकी एक नज़र का
फ़िदा आप पर मेरे माँ बाप आक़ा
के हम सब पे नज़रे करम कीजियेगा
के अरशद पे नज़रे करम कीजियेगा
सलामुन अलैक सलामुन अलैक

मदीने के आक़ा , सलामुन अलैक
दो आलम के दाता, सलामुन अलैक

ज़मीं में मुहम्मद, ज़मां में मुहम्मद
मकीं में मुहम्मद , मकां में मुहम्मद
हर एक शय में जलवा रसूले खुदा का
सलामुन अलैक सलामुन अलैक

Popular Posts

Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With TazmeenDil Ko Unse Khuda Juda Na Kare Naat Lyrics With Tazmeen  ...239 views
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics
Mera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho LyricsMera Jeena Mera Marna Ilahi Teri Khatir Ho Lyrics Mera Jeena Mera...124 views
Rehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf LyricsRehmat Na Kis Tarah Ho Gunahgar Ki Taraf Lyrics   Rehmat Na...105 views
Allah Janta Hai Muhammad Ka Martaba Lyricsℹ️ Kalaam Info (Jankari) Attribute Detail Kalam (Title) Allāh Jāntā Hai Muḥammad...103 views
Dariya Hai Hamara Noha LyricsDariya Hai Hamara Noha Lyrics   Dariya pe jo pahuncha asadullah ka...98 views

Leave a Comment